About Yahsat 52.5°E

  • Thread starter Thread starter RaviSTP
  • Start date Start date
  • Replies Replies: Replies 14
  • Views Views: Views 2,765
Dear RaviSTP

Look bottom left on DIRECTOR Screen of the App for ELEVATION data. It shows UP DOWN value of Dish.
 
AsitPaul said:

Bro. I can't understand elevation and all thing about satellite.
Kindly Tell Me in Hindi if you don't Mind.
भाई समझ नही आ रहा ये सब कैसे एडजस्ट किया जाता है! जरा विस्तार से बताइए।
 
Ravi Sahab,

Satellite Director App ke 3 alag alag screen hoti hai.

First Screen par location hoti hai.
Aap pehle apne phone ka Compass aur Mobile Data ON karo. Phir GPS ON karo.

Ab Satellite Director App launch karo.

1st Screen me apka Location aur GPS Data display karega.

2nd Screen mein aap Satellite Select karo.

3rd hai Director Screen.
Aapko ek Circle aur Cyan point dikhai degi.
Aap apko left ya right me Dish ko ghumane ke liye direction dega, Sound bhi karega.

Jab Circle aur Cyan point mil jaye, aap Dish ko fix karo.

Ab bari hai Dish ko upar nich karne ka.
Yaha apko ELEVATION data help karega.
3rd Screen ke ekdam niche, left me ELEVATION Level 60, 55, 50 aisa show karega App. Jo data hai, uske mutabik Dish ko Upar Nich Set karo.

Meri Hindi kamjoor hai, maaf karna.
Enjoy.
 
Shukriya Bhai.
Maine DDFD, ABS 2, EUTELSAT 70 B Direction Me Check Kiya Hai Location Thodi Si Differ Hai.
App Jo Rotation Dikhata Hai Mere Yahaan Usse Kuchh Kam Hi Karna Padta Hai.
Well
It's OK. I'll Try when I Buy A New Bigger Dish Like 180 cms.
 
AsitPaul said:
Ravi Sahab,

Satellite Director App ke 3 alag alag screen hoti hai.

First Screen par location hoti hai.
Aap pehle apne phone ka Compass aur Mobile Data ON karo. Phir GPS ON karo.

Ab Satellite Director App launch karo.

1st Screen me apka Location aur GPS Data display karega.

2nd Screen mein aap Satellite Select karo.

3rd hai Director Screen.
Aapko ek Circle aur Cyan point dikhai degi.
Aap apko left ya right me Dish ko ghumane ke liye direction dega, Sound bhi karega.

Jab Circle aur Cyan point mil jaye, aap Dish ko fix karo.

Ab bari hai Dish ko upar nich karne ka.
Yaha apko ELEVATION data help karega.
3rd Screen ke ekdam niche, left me ELEVATION Level 60, 55, 50 aisa show karega App. Jo data hai, uske mutabik Dish ko Upar Nich Set karo.

Meri Hindi kamjoor hai, maaf karna.
Enjoy.

nice explanation bro.

And aapki hindi bilkul kamjor nahi hai :no, kafi acchi hai. :tup
 
Back
Top Bottom